Faraz Poetry Sad Urdu Biography
Source:- Google.com.pk
Ratein Hain Udas Din Kade Hain,
Ae Dil Tere Hosle Bade Hen
Ae yad-e-habib Sath Daina,
Kuch mrhale sakt Aaa pde Hen
Rukna Ho agr to 100 bahane,
Jana Ho to Raste Bade Hain
Ab Kaise Bataein Wagah Kiya Bani,
Jub Ap bhi Sath Roo Pade Hain
Ab jane Kahan NaseeB lejaye?
Ghr Se to “faraz” Chal Pade hain…
---***---
Karoon Na Yaad Magar Kis Tarah Bhulaon Usey
Ghazal Baha Na Karoon Aur Gungunaon Usey
Magar Woh Zood Faramosh Zood Ranj Bhi Hey
Keh Rooth Jaye Agar Kuch Yaad Dilaon Usey
Jo Hamsafar Sar-E-Manzil Bichar Raha Hey Faraz
Ajab Nahin Hey Agar Yaad Bhi Na Aaon Usey
---***---
Ma¡n ne kab dard K zakhmo se sh¡kayat k¡ ha¡,
Han mera jurm ha¡ K main ne mohabbat k¡ ha¡,
Aaj phr dekha ha¡ usse mehf¡l ma¡n pathar ban kar,
Main ne aankhon se na¡ d¡L se baghawat k¡ ha¡,
Usko bhool jane k¡ ghalt¡ bh¡ na¡ kar sakta
,,,Faraz,,,
Toot kar k¡ ha¡ to s¡rf ‘”usi”‘se mohabbat k¡ ha¡..
---***---
Sab ki khushi ki chah karte han,
Bas hum itna sa gunnah karte han,
Aaj phir un k intzar mein bethe hain,
‘FaRaZ’
Dekhna hai kab wo hamein “YAAD” krte han..
---***---
Mitaana Chahoon To Bhi Naa Mita Paoon Ga Uss Kaa Naam Apney Dil Sey
….. Faraz …...
Mitaaye Woh Jaatey Hain Jo Ghalti Sey Likhey Jaate hein.
---***---
“UN”
Se bichar
kar faqat itna hua.
=..=FaRaZ=..=
“UN KA”gaya kuch nahi…
“MERA” raha kuch nahi..
---***---
“Na Karon Yaad Tumhe To Ulajh Jata Hon
Apni Hi Sanson Se “FARAZ”
Samajh Main Nahi Aata K Zindagi Sanson Se Hai
Ya Tumhari Yaadon Se.”
---***---
Hum to wafa kar kay bhi tanha rah gaye…
“FARAZ”
Phir tanhaiyo mein hm ne us ki yaadien samaity..
To us mein bhi hmari koi yaad nahi nikli…
---***---
Jo kaanp uthta tha mujhay gawanay k khouf say,,
Wo chor gaya mujhay zamanay k khouf say..
Dunya main kuch khas khush nahi hon main,,
Jee rahey hein bus mar janay k khouf say..
Hamari misaal bhi un phoolon si hai ‘FARAZ’
Jo khilay hi nahi murjhanay k khouf say….
---***---
In Phoolon Ka Muqadar Kabhi Aik Sa Nahi Hota
!…….faraz……!
Kabhi Sehray Ki Sajawat Banta Hai To Kabhi Qabron Ki Ronak..
---***---
Kantoon Pe Guzaar Detay Hain Apni Saari Umar.
“FARAZ”
Kon Kehta Hai In Pholoon Ko Koi Gham Nahi Hota.
---***---
Un k Andaz-e-Wafa Say Pata ChaL Raha ha,
“Faraz”
K Wo Humen Dhery Dhery BhooL Rahy Hain . . . !!
---***---
Kabhi”Wo” Samny Aa kr “Mujhy”Mila b nhi
Me”Us”se Bat kro Itna Hosla b nhi
“Wo”Mangta hy “Sitaron”ki Roshni
*f*a*r*a*z*
“Mere”pas to Miti ka ik”Diya”b nhi,
---***---
~ Ajab Rishta hai mera tum se aur tanhai se..!!
Faraz
~ Tum paas ho to wo rooth jati hai..!!
~ Wo paas ho to tum rooth jaty ho..!
---***---
Wo chup Rahta Tha Mgr Nighahin Bolti
Thin “
Faraz
kuch Log khamosh Reh Kr Bhi “dil” Jeet Jatay Hain.
---***---
Zamany Ki Nigahon Se Dilon K Raz
Posheeda Hain “faraz”
Khuloos-e-Dil Se “RAB” Jany Mohabbat Kon Karta Hai…..
---***---
Woh Is Kadar Apni Zaat Mein Uljha Raha,
,faraz,
“K Wo Kis Kis Ko Bhool Gaya Usay Khabar Tak Na Hoi
---***---
Meri Aankhen Bhi Eik Din
Mujh Say Ye Keh Dain gi
FARAZ
Khuwab Na Us K Dekha Karo,
Hum Say Ab Roya Nahin Jata.
---***---
Tum Muje khaak Bi Samjo To koi Baat Nahi Faraz…
..
ye Bi Urhti Hai To Aankhon Mein Sama jati Hai…!!
---***---
Akele Hain To Kiya Hua Yeh Raat Bhe Guzar Jaygi ..!!..!!..
Hum Apni Tanhai Mitane K Liye Kisi Ko Jagaya Nahi Karty
---***---
Tapti Rahi Hai Aas Ki Kirno Pe Zindgi
Lamhe Jdayion K Maah-o-Saal Ho Gaye
Jo Kbhi Hr Roz Mila Krty Thy FARAZ
Wo Chehry To Ab Khwab-o-Khiyal Ho Gaye
---***---
Main KHUDA Ki Nazron May Kesay Na Gunahgar Hota Faraz
K Ab To Sajdon Main Bhi Wo Yaad Aany Laga?
---***---
Zindagi Se Koi Cheez Udhaar Na Lein Gein
~ Faraz ~ ,
Kaffan Bhi Lein Gein To Zindagi Apni De Kar?!!!
---***---
Us Shaks Ko To Bichadeny Ka Saleka Nahi
FARAZ!!
Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya
---***---
Us ne pyar ka kheiL ßhi nafrat se kheLa,
Har ßaar wo zaLim meri hasrat se kheLa,
Meri jaan-o-diL pe saara haq tha usay,
Dukh itna hai k wo meri ghurßat se kheLa,
DiL torra to ßikharney ßhi na dia us ne,
Merey diL k saath kitni uLfat se kheLa,
Kesay us k hathon mein ßrßaad na hota
“FARAZ”,
PehLi ßaar zindgi mein koi itni mohaßat se kheLa.!
---***---
Kaash Us Ne Kaha Hota Hum Tere Hain..
Faraz..,
Saari Duniya Chor Dete Us Ki Itni Si Baat Per.
---***---
Na rakh Umeed Wafa ki kisi bhi parindy se
“faraz”
Jab par nikalte hain to apna hi aashyana bhool jate hain.

No comments:
Post a Comment